[Chorus]
Cm Cm
Mera dil ye pukaare a ja,
Fm Cm
mere gam ke sahaare a ja
Cm
Bhiga bhiga hai sama,
G#
aise men hai tu kahaan ?
Cm Cm
Mera dil ye pukaare a ja,
Fm Cm
mere gam ke sahaare a ja
Cm
Bhiga bhiga hai sama,
G#
aise men hai tu kahaan ?
Cm Cm
Mera dil ye pukaare a ja
[Verse 1]
Cm G Cm
Tu nahin to ye rut ye hawa kya karun kya karun
Cm G
Tu nahin to ye rut ye hawa kya karun
Cm G Cm
Dur tujh se main rah ke bata kya karun kya karun
[Pre-Chorus 1]
Cm
Suna suna hai jahaan,
Fm
Ab jaaun main kahaan
Cm
Bas itana mujhe samajha ja
[Chorus]
Cm
Bhiga bhiga hai sama,
G#
aise men hai tu kahaan ?
Cm Cm
Mera dil ye pukaare a ja
[Verse 2]
Cm G Cm
Andhiyaan wo chali, ashiyaan lut gaya lut gaya
Cm G
Andhiyaan wo chali, ashiyaan lut gaya
Cm G Cm
Pyaar ka muskuraata jahaan lut gaya lut gaya
[Pre-chorus 2]
Cm
Ek chhoti si jhalak,
Fm
mere mitaane talak
Cm Cm
O chaand O chaand mere dikhala ja
[Chorus]
Cm
Bhiga bhiga hai sama,
G#
aise men hai tu kahaan ?
Cm Cm
Mera dil ye pukaare a ja
[Verse 3]
Cm G Cm
Munh chhupa ke meri zindagi ro rahi ro rahi
Cm G
Munh chhupa ke meri zindagi ro rahi
Cm G Cm
Din dhala bhi nahin shaam kyon Ho rahi Ho rahi
[Pre-chorus 3]
Cm
Teri duniya se ham
Fm
le ke chale tera gum
Cm
Dam bhar ke liye to a ja
[Chorus]
Cm
Bhiga bhiga hai sama,
G#
aise men hai tu kahaan ?
Cm Cm
Mera dil ye pukaare a ja,
Fm Cm
mere gam ke sahaare a ja
Cm
Bhiga bhiga hai sama,
G#
aise men hai tu kahaan ?
Cm Cm
Mera dil ye pukaare a ja